Best Hindi Dubbed and Most Popular Movies

 Aj Hum Hindi main most popular movies kay bara main bat karen gay




1 Fall

Ya teen dostoo do larkiyon aor aik larkay ki ak kahani par likhi gai fils hay jis main ap dekhen gay kay kis tarha ya dost mountain fliming karty hain larka aor aik larki pyar karty hain larka mountain fliming kay doraan mar jata hay jis say wo ya sab kam chor deti hay kch arsay kay bad larki ki dost usko dobara aik radio tower par charny keliya kehti hay wo bri mushkil say manti hay phr wo tower kay upar chaly jatay hain tower kay upar jany wali seriyan toot jati hay wo waha bhans jatay hain phr waha un kay sath kia hota movie dekhnay say ap sab dekh saktay hain



2 Againts The Ice

Ia movie kay andr hamen do dosto ki kahai dekai jay jo 1909 kay halaat dekhatay nazar aaty hain unki zameen khatray main hoti hay unko aemerica say khatra hota hay wo inki zameen cheenna chahtay hain apni jaga ko bachany keliya map ki zururat hoti jis keliya unko kafi adventure ka samna karna parta hay kesay bachatay hain wo apni land ko dekhen gay



 3 A  Quiet Place

Is film main hume  aik familay dekhai jati hay kis tarha hmarai zameen par khatr nak creature aajaty hain aor wo family us main phas jati hay phr wo kesay bachtay hain un khatrnaaak creature say ya boht khatrnak hotay hain wo dekh nai saktay par unki sunnay ki shakti boha zayada hoti hai ap dekhen gay ky kesy wo family unka samna krti hay aor kesay bachti hay





4 A Deriva


Is movie main aik larka aor larki ki kahani dekhai jati hay jis ain wo samandar main phasay hotay hain unki shadi honay wali hoti hay lekin wo phlay samandar ki sair keliya jana chahtay hain waha pr tofan aajata hay jidr wo phas jaty hain na waha khana na kch aor dekhen gay kay wo kesay apnay apko bachatay hain 



5 Dunkirk

Ya  soldiers ki kahani hay wo world war kar rahay hotay hain kis tarha wo aik chotay say town main phasay hotay hain wo udar say bahr bi nai nikal saktay ku kay unkay town kay bahr makhalaf team kay soldiers chpay hotay hain ab un soldiers ko us town say kon bachay ga ya sab ap is film main dekh saktay hain



6 Cast Away

Ya aik admi ki kahani par likhi gai film hay kis tarha wo aik iland par phas jata hay wo aik plane kay safr main hota hay plane krash hojata hay jis say wo udr iland main phas jata hay waha wo kesay apni life guzarta kesay waha rehta hay ya sab ap is movie main dekhen gay


7 Un Broken
Ya aik army nojawan ki kahani hay kis tarha wo aik wo aik world wide worrier ka hisa bannay keliya army ko join karna parta hay aor wo join kar leta hay phr wo aik mission par plane say jaty hain jaha wo plane krash hojata hay idr unhen koi pakr leta hai un par kafi zulm hota hay phr waha unko kon bachay ga wo kesay bachen gay ya sab ap is film main dekhen gay


Comments

Popular posts from this blog

Top Best Hindi Dubbing and Action movies

list of Best 50 Movies with action and thriler

Best and Most Popular Movies with Action and thriller