Best Indians Most action and High concept movies
Yaha hum india ki no of the best movies kay baray main bat karen gay jo kay action aor thriller say bhari hun gi
1 Main aor Charles
Ya movie aik serial killer ko pakaray kay baray main hay kis tarha aik officer aik serial killer jo kay pakarnay kay baad bi high security jails say baag nikla hay aor us kay murders krnay ka tariqay bi bohat ajeeb hotay hain aik officer is case ko handle karta hay aor kesay pakara hay is killer ko movie ko zurur dekhen
2 Trapped
Rajkumar rao ki is movie main ap dekhen gay aik admi jo kay aik appartment main trapped hojata hay waha na pani na hawa na kuch khanay ko milta hay waha zinda rehna mushkil hojata hay hay ab wo kesay is trapped say nikalta hay ya movie main dekhen gay
3 Game Over
Ya aik larki ki kahani hay jo games designer hay lekin wo apnay guzray hway waqat main kch problems ki waja say boht preshan rehti hay is kay baad wo aik game ki tarha jaha usy teen life di jati hain jin kay andar usay khud ko bachana hota is tarha kay aik game main bhas jati hay ab aesa us kay sath kon karta hay now you can see ths movie
4 Time Story
Ya movie aik scientist say shuru hoti hay jidar wo aik time travelling watch tayar karta hay us watch ko churanay keliya bohat say dushman hamla kartay hain us scientist aor watch ko bachanay keliay aik hero aata hay jo kay action aor thriller say sab ka samna karta hay
5 Shoorveer 2
Ya aik parrarel life kay baray main banai gai movie hay jis main aik kapal dekhaya jata hay jo kay aik parrarel life guzar rahay hotay hain tab un main say aik ki death hojati hay ab is kay bad is parrarel life say wo kesay samna kartay kia hota hay movie main ap dekhen gay
6 Tumbbad
Ya aik accilent horror hindi film hay jis main aik family jo kay aik khazanay kay pechay hotay hain us khazanay ko dhundtay hain lekin us kay doraan un sab ko bohat kch horor dranay wali cheezaoo ka samna karna parta hay wo kesay bachen gay kia wo khazana dhund len gay ya sab movie ki kahani hay
7 AWE
Is movie main hume unique concept dekhnay ko milay ga jis main bohat say chracter dekhay jaen gay drug abuse child abuse aor bohat say sycologicals issues ko dekhaya jay ga jo kay social issues hain in sab ko movies main dekhaya gya hay aor bi bohat say social issues dekhay gay hain movie dekh kay hum un tmam social issues kay baray main jaan aktyahain
Comments
Post a Comment