Top 7 movies of indians ators with action and thriller
Aj hu indians actor ki best movies kay baray main jane gay
1 Kesari
Is film main hume dekhaya jay ga kay kis tarha das hzar dushmno ka samna karnay keliya sirf 21 sipahi jang main utar jatay hain wo bi apni dharti ko bachany keliay aor un tmam dushmno ka ya akelay samna karna hain aor kis tarha wo ya sab kartay ap is movie main dekhen gay
2 Super 30
Duniya ko jeetnay keliya talent aor paisa ya sab bohat zururi hay is movie main hume dekhaya jay ga kis tarha mehnat aor apnay talents say kch log aesa kartay hain kay jis say aik bara colledge jis ka naam iit hota hay wo bi jhuk jata jata akhir wo aesa ku aor kis tarha kartay hain movie main ap dekhen gai
3 Kabir
Shahid Kapoor ki is movie main is ki acting bohat dahmaal hay ap dekehn gay kay kis tarha payar aor gussay jesay emotions ko aik sath dekhaya jata hay aor kis tarha life guzarti hay payar aor gussay say aor is movie kay songs bi bohat achay hain jo kay apko bi zurur achay lagay gain
4 The Sky Is Pink
Priyanka chopra ki is come back movie main hum dekhen gay kisi waja say aik ya phr kah len kay aik khatrnaak bimari say bohat choti umar main death hojati hay aor kis tarha aik speaker awaz uthati hay is kay khilaf kay is khatrnaak bimari ko roka jay ta kay koi aor is ka shikar na banay aor kis tarha wo ya sab karti hay now you can see this movie
5 Article 15
Ya aik aesi movie hay jis main logo ko insaaf ni milta balkay inssaf ki bachay un par zulam kiya jata hay log ameeri aor gareebi kay chakr main phas kar reh jatay hain ameer log to apnay paisay say kis tarha kam karwaty aor gareeb awam kis tarha mar rahi hay gareebi kay jaal main ja sab dekhaya jay ga
6 Mardaani
Ya aik lady police officer ki kahai hay jis main hume dekhay jay ga kay kis tarha wo aik gang jo kay bilkul hi syco killer ki tarha kam karti hay un ka kaam larkiyo ko pakarna aor unko tarpaa tarpaa kay marna hota hay kis tarha un ka samna kati hay ya police officer ya sab movie main dekhen
7 Game Over
Ya aik gamer ki kahani ya jis main wo games banati aor khelti hay aor bohat say kam karti hay lekin aik dafa aesa hota kay uski khud ki life aik game ki tarha phas jati jis main uskay pas teen life ties hotay jesa kay ume game main dekhay jata hay ab wo kis tarha in sab ka samna karti movie main dekhen
Comments
Post a Comment